Sher
"daman se vo ponchhta hai aansu rone ka kuchh aaj hi maza hai"
"rakhiyan le ke silonon ki barahman niklen taar barish ka to TuuTe koi saa.at koi pal"
راکھیاں لے کے سلونوں کی برہمن نکلیں تار بارش کا تو ٹوٹے کوئی ساعت کوئی پل
राखियाँ ले के सिलोनों की बरहमन निकलें तार बारिश का तो टूटे कोई साअत कोई पल

"daman se vo ponchhta hai aansu rone ka kuchh aaj hi maza hai"
"dekhiye hoga shri-krishn ka darshan kyun-kar sina-e-tang men dil gopiyon ka hai bekal"
"suna hai mohtasib bhi taak men hai dukhtar-e-raz ki ilahi rakh le tu hurmat sharab-e-arghavani ki"