Sher
"jo qayamat ka nahin din vo mira din kaisa jo taDap kar na kaTi ho vo miri raat nahin"
"kisi ki tamanna nikalti rahi miri aarzu haath malti rahi"
کسی کی تمنا نکلتی رہی مری آرزو ہاتھ ملتی رہی
किसी की तमन्ना निकलती रही मिरी आरज़ू हाथ मलती रही

"jo qayamat ka nahin din vo mira din kaisa jo taDap kar na kaTi ho vo miri raat nahin"
"asar ho ya na ho vaa.iz bayan men magar chalti to hai teri zaban khuub"
"qadam qadam pe ye kahti hui bahar aa.i ki raah band thi jangal ki khol di main ne"
"kis pe dil aaya kahan aaya bata ai naseh tu miri tarah pareshan kahan jaata hai"
"tauba ki rindon men gunja.ish kahan jab ye aa.egi nikali ja.egi"
"hazaron mai-kade sar par liye hain ye badal hain baDe saman vaale"