"jo nigah-e-naz ka bismil nahin dil nahin vo dil nahin vo dil nahin"

Mubarak Azimabadi
Mubarak Azimabadi
Sherशेर
See all 76 →jo nigah-e-naz ka bismil nahin
जो निगाह-ए-नाज़ का बिस्मिल नहीं
us gali men hazar gham TuuTa
उस गली में हज़ार ग़म टूटा
kali rah ga.i na-shagufta hamari
कली रह गई ना-शगुफ़्ता हमारी
hazaron mai-kade sar par liye hain
हज़ारों मय-कदे सर पर लिए हैं
teri bakhshish ke bharose pe khata.en ki hain
तेरी बख़्शिश के भरोसे पे ख़ताएँ की हैं
kabhi dil ki kali khili hi nahin
कभी दिल की कली खिली ही नहीं
Popular Sher & Shayari
152 total"us gali men hazar gham TuuTa aana jaana magar nahin chhuTa"
"kali rah ga.i na-shagufta hamari gila rah gaya ye nasim-e-chaman se"
"hazaron mai-kade sar par liye hain ye badal hain baDe saman vaale"
"teri bakhshish ke bharose pe khata.en ki hain teri rahmat ke sahare ne gunahgar kiya"
"kabhi dil ki kali khili hi nahin e'tibar-e-bahar kaun kare"
kahaan qismat mein is ki phuul honaa
vahi dil ki kali hai aur ham hain
phir na darmaan kaa kabhi naam 'mubaarak' lenaa
kufr hai dard-e-mohabbat kaa mudaavaa karnaa
khair saaqi ki salaamat mai-kada
jis qadar pi utni hushyaari baDhi
khaTak rahi hai koi shai nikaal de koi
taDap rahaa hai dil-e-be-qaraar siine mein
na maanoge na maanoge hamaari
udhar ho jaaegi duniyaa idhar ki
teri bakhshish ke bharose pe khataaein ki hain
teri rahmat ke sahaare ne gunahgaar kiyaa
Ghazalग़ज़ल
mere sar se kyaa gharaz sarkaar ko
मेरे सर से क्या ग़रज़ सरकार को
naavak kahein sinaan kahein talvaar kyaa kahein
नावक कहें सिनाँ कहें तलवार क्या कहें
mohabbat mein Thani aksar yahaan tak
मोहब्बत में ठनी अक्सर यहाँ तक
dekhe use har aankh kaa ye kaam nahin hai
देखे उसे हर आँख का ये काम नहीं है
na laae taab-e-did ausaan vaale
न लाए ताब-ए-दीद औसान वाले
baghal mein ham ne raat ik ghairat-e-mahtaab dekhaa hai
बग़ल में हम ने रात इक ग़ैरत-ए-महताब देखा है





