Sher
"khaak se tabdil ho kar aab ho jaate hain ham us badan-dariya men jab gharqab ho jaate hain ham"
"aap jam-e-tishnagi bhar dijiye aghyar ka aur yuun kiije hamen auron se kam de dijiye"
آپ جام تشنگی بھر دیجیے اغیار کا اور یوں کیجے ہمیں اوروں سے کم دے دیجیے
आप जाम-ए-तिश्नगी भर दीजिए अग़्यार का और यूँ कीजे हमें औरों से कम दे दीजिए

"khaak se tabdil ho kar aab ho jaate hain ham us badan-dariya men jab gharqab ho jaate hain ham"
"rozgar-e-‘ishq bhi ik kaam hai lekin huzur aap apne ghar ka ik darban kar diije mujhe"
"miTTi ki ta'zim karo to aur takabbur karti hai kankar patthar jaise adam-zad khuda ho jaate hain"
"aah vo ankhen ravan dariya hain aur aisa ki bas Duub kar achchhe-bhale tairak ho jaate hain ham"