Sher
"jaise hiire ki kaan hoti hai vaise alfaz kaan ke gauhar"
N
Nazia Nazi"aane vaali ruto sabz rakhna qaba ghuncha-e-dil khizan se pareshan hai"
آنے والی رتو سبز رکھنا قبا غنچۂ دل خزاں سے پریشان ہے
आने वाली रुतो सब्ज़ रखना क़बा ग़ुंचा-ए-दिल ख़िज़ाँ से परेशान है
"jaise hiire ki kaan hoti hai vaise alfaz kaan ke gauhar"
"nazar-andaz karna to bahut asan hai lekin nazar-andaz hone se bahut taklif hoti hai"
"un ko mahsus kyon nahin hota dil taDapta hai itni shiddat se"
"pahle apne the ab para.e hain lafz naraz ho ga.e mujh se"
"guzarta ja raha hai vaqt juun juun rag-e-jan men utarte ja rahe ho"
"use kaho ki natija koi na niklega use kaho ki mohabbat ka imtihan na le"