Sher
"jaise hiire ki kaan hoti hai vaise alfaz kaan ke gauhar"
N
Nazia NaziNazia Nazi
jaise hiire ki kaan hoti hai
जैसे हीरे की कान होती है
nazar-andaz karna to bahut asan hai lekin
नज़र-अंदाज़ करना तो बहुत आसान है लेकिन
un ko mahsus kyon nahin hota
उन को महसूस क्यों नहीं होता
pahle apne the ab para.e hain
पहले अपने थे अब पराए हैं
aane vaali ruto sabz rakhna qaba
आने वाली रुतो सब्ज़ रखना क़बा
guzarta ja raha hai vaqt juun juun
गुज़रता जा रहा है वक़्त जूँ जूँ
"jaise hiire ki kaan hoti hai vaise alfaz kaan ke gauhar"
"nazar-andaz karna to bahut asan hai lekin nazar-andaz hone se bahut taklif hoti hai"
"un ko mahsus kyon nahin hota dil taDapta hai itni shiddat se"
"pahle apne the ab para.e hain lafz naraz ho ga.e mujh se"
"aane vaali ruto sabz rakhna qaba ghuncha-e-dil khizan se pareshan hai"
"guzarta ja raha hai vaqt juun juun rag-e-jan men utarte ja rahe ho"
aane vaali ruto sabz rakhnaa qabaa
ghuncha-e-dil khizaan se pareshaan hai
guzartaa jaa rahaa hai vaqt juun juun
rag-e-jaan mein utarte jaa rahe ho
use kaho ki natija koi na niklegaa
use kaho ki mohabbat kaa imtihaan na le
nazar-andaaz karnaa to bahut aasaan hai lekin
nazar-andaaz hone se bahut taklif hoti hai
un ko mahsus kyon nahin hotaa
dil taDaptaa hai itni shiddat se
pahle apne the ab paraae hain
lafz naaraaz ho gae mujh se