Sher
"kisi manzil men bhi hasil na hua dil ko qarar zindagi khvahish-e-nakam hi karte guzri"
"mausam 'ajib rahta hai dil ke dayar ka aage hain lu ke jhonke bhi ThanDi hava ke ba.ad"
موسم عجیب رہتا ہے دل کے دیار کا آگے ہیں لو کے جھونکے بھی ٹھنڈی ہوا کے بعد
मौसम 'अजीब रहता है दिल के दयार का आगे हैं लू के झोंके भी ठंडी हवा के बा'द

"kisi manzil men bhi hasil na hua dil ko qarar zindagi khvahish-e-nakam hi karte guzri"
"us ke angan men raushni thi magar ghar ke andar baDa andhera tha"
"sabz mausam se mujhe kya lena shakh se apni juda huun baaba"
"mera maz.hab ishq ka maz.hab jis men koi tafriq nahin mere halqe men aate hain 'tulsi' bhi aur 'jami' bhi"
"saaz se mere ghalat naghmon ki ummid na kar aag ki aag hai dil men to dhuan kyunkar ho"