"kisi manzil men bhi hasil na hua dil ko qarar zindagi khvahish-e-nakam hi karte guzri"

Qaisar Shameem
Qaisar Shameem
Sherशेर
kisi manzil men bhi hasil na hua dil ko qarar
किसी मंज़िल में भी हासिल न हुआ दिल को क़रार
us ke angan men raushni thi magar
उस के आँगन में रौशनी थी मगर
mausam 'ajib rahta hai dil ke dayar ka
मौसम 'अजीब रहता है दिल के दयार का
sabz mausam se mujhe kya lena
सब्ज़ मौसम से मुझे क्या लेना
mera maz.hab ishq ka maz.hab jis men koi tafriq nahin
मेरा मज़हब इश्क़ का मज़हब जिस में कोई तफ़रीक़ नहीं
saaz se mere ghalat naghmon ki ummid na kar
साज़ से मेरे ग़लत नग़्मों की उम्मीद न कर
Popular Sher & Shayari
12 total"us ke angan men raushni thi magar ghar ke andar baDa andhera tha"
"mausam 'ajib rahta hai dil ke dayar ka aage hain lu ke jhonke bhi ThanDi hava ke ba.ad"
"sabz mausam se mujhe kya lena shakh se apni juda huun baaba"
"mera maz.hab ishq ka maz.hab jis men koi tafriq nahin mere halqe men aate hain 'tulsi' bhi aur 'jami' bhi"
"saaz se mere ghalat naghmon ki ummid na kar aag ki aag hai dil men to dhuan kyunkar ho"
kisi manzil mein bhi haasil na huaa dil ko qaraar
zindagi khvaahish-e-naakaam hi karte guzri
us ke aangan mein raushni thi magar
ghar ke andar baDaa andheraa thaa
mausam 'ajib rahtaa hai dil ke dayaar kaa
aage hain lu ke jhonke bhi ThanDi havaa ke baad
sabz mausam se mujhe kyaa lenaa
shaakh se apni judaa huun baabaa
meraa mazhab ishq kaa mazhab jis mein koi tafriq nahin
mere halqe mein aate hain 'tulsi' bhi aur 'jaami' bhi
saaz se mere ghalat naghmon ki ummid na kar
aag ki aag hai dil mein to dhuaan kyunkar ho
Ghazalग़ज़ल
main musaafir sabaa ki raahon kaa
मैं मुसाफ़िर सबा की राहों का
sulag rahi hai zamin yaa siphar aankhon mein
सुलग रही है ज़मीं या सिपहर आँखों में
ek paudaa jo ugaa hai use paani denaa
एक पौदा जो उगा है उसे पानी देना
ubalte paaniyon mein huun kahaan ubaal ki tarah
उबलते पानियों में हूँ कहाँ उबाल की तरह





