Sher
"khudaya aaj ke shauhar hain ya masum bachche hain zara sa ghuur le biivi to jhaT ye saham jaate hain"
"vo sab aa ke iz.har-e-matam karenge vo baiThak men ro.enge chaa.e piyenge"
وہ سب آ کے اظہار ماتم کریں گے وہ بیٹھک میں روئیں گے چائے پئیں گے
वो सब आ के इज़हार-ए-मातम करेंगे वो बैठक में रोएँगे चाय पिएँगे

"khudaya aaj ke shauhar hain ya masum bachche hain zara sa ghuur le biivi to jhaT ye saham jaate hain"
"pahle ham ko bahan kaha ab fikr hamin se shadi ki ye bhi na socha bahan se shadi kar ke kya kahla.enge"
"'zauq' kitne ruupe kamata tha apni biivi se kyuun chhupata tha"
"uDa leti hain sab naqadi talashi jeb ki le kar ham apni hi kama.i un se Dar Dar ke chhupate hain"
"jab apna dukh suna.un qamar ke pidar ko main kahte hain dekh aag laga dunga ghar ko main"
"kis ki a.ankhon se gira hai ye ye samundar hai baDa sa aansu"