Sher
"khudaya aaj ke shauhar hain ya masum bachche hain zara sa ghuur le biivi to jhaT ye saham jaate hain"

Raja Mehdi Ali Khan
khudaya aaj ke shauhar hain ya masum bachche hain
ख़ुदाया आज के शौहर हैं या मासूम बच्चे हैं
pahle ham ko bahan kaha ab fikr hamin se shadi ki
पहले हम को बहन कहा अब फ़िक्र हमीं से शादी की
'zauq' kitne ruupe kamata tha
'ज़ौक़' कितने रूपे कमाता था
uDa leti hain sab naqadi talashi jeb ki le kar
उड़ा लेती हैं सब नक़दी तलाशी जेब की ले कर
vo sab aa ke iz.har-e-matam karenge
वो सब आ के इज़हार-ए-मातम करेंगे
kis ki a.ankhon se gira hai ye
किस की आँखों से गिरा है ये
"khudaya aaj ke shauhar hain ya masum bachche hain zara sa ghuur le biivi to jhaT ye saham jaate hain"
"pahle ham ko bahan kaha ab fikr hamin se shadi ki ye bhi na socha bahan se shadi kar ke kya kahla.enge"
"'zauq' kitne ruupe kamata tha apni biivi se kyuun chhupata tha"
"uDa leti hain sab naqadi talashi jeb ki le kar ham apni hi kama.i un se Dar Dar ke chhupate hain"
"vo sab aa ke iz.har-e-matam karenge vo baiThak men ro.enge chaa.e piyenge"
"kis ki a.ankhon se gira hai ye ye samundar hai baDa sa aansu"
jab apnaa dukh sunaaun qamar ke pidar ko main
kahte hain dekh aag lagaa dungaa ghar ko main
vo sab aa ke izhaar-e-maatam kareinge
vo baiThak mein roeinge chaae piyeinge
buri buri nazrein chehre par Daal rahe hain uf tauba
ham apne donon gaalon ko jaa ke abhi dho aaeinge
bismillaah are-vaah main qurbaan main qurbaan
kyaa khuub lagi hai kamand allaah tiri shaan
pahle ham ko bahan kahaa ab fikr hamin se shaadi ki
ye bhi na sochaa bahan se shaadi kar ke kyaa kahlaaeinge
main tum pe huun 'jaan-nisaar-akhtar' qasam hai 'munshi-fidaa-ali' ki
bahut dinon se main tum pe 'saahir' se jaadu Tone karaa rahaa huun