Sher
"ab hai dua ye apni har shaam har sahar ko ya vo badan se lipTe ya jaan tan se nikle"
R
Rajab Ali Beg Suroor"nadan kah rahe hain jise aftab-e-hashr zarra hai us ke ru-e-darakhshan ke samne"
نادان کہہ رہے ہیں جسے آفتاب حشر ذرہ ہے اس کے روئے درخشاں کے سامنے
नादान कह रहे हैं जिसे आफ़्ताब-ए-हश्र ज़र्रा है उस के रू-ए-दरख़्शाँ के सामने
"ab hai dua ye apni har shaam har sahar ko ya vo badan se lipTe ya jaan tan se nikle"
"lazim hai soz-e-ishq ka sho.ala ayaan na ho jal bujhiye is tarah se ki mutlaq dhuan na ho"
"kya yahi thi shart kuchh insaf ki ai tund-khu jo bhala ho aap se us se bura.i kijiye"
"na pahuncha gosh tak ik tere haihat hazaron naala nikla is dahan se"
"dam-e-takfin bhi gar yaar aave to niklen haath bahar ye kafan se"