Sher
"aao ankhen mila ke dekhte hain kaun kitna udaas rahta hai"
"aisi pyari shaam men ji bahlane ko paanv nikale ja sakte hain chadar se"
ایسی پیاری شام میں جی بہلانے کو پاؤں نکالے جا سکتے ہیں چادر سے
ऐसी प्यारी शाम में जी बहलाने को पाँव निकाले जा सकते हैं चादर से

"aao ankhen mila ke dekhte hain kaun kitna udaas rahta hai"
"is daur-e-na-murad se ye tajraba hua divar guftugu ke liye behtarin hai"
"qimti shai thi tira hijr uTha.e rakkha varna sailab men saman kahan dekhte hain"
"apna aap paDa rah jaata hai bas ik andaze par aadhe ham is dharti par hain aadhe us sayyare par"
"main us ki nazron ka kuchh is liye bhi huun qaa.il vo jis ko chahe use dekhna sikhata hai"
"nukta yahi azal se paDhaya gaya hamen havva bara.e-husn hai aadam bara.e-ishq"