"aisi pyari shaam men ji bahlane ko paanv nikale ja sakte hain chadar se"

Rana Amir Liyaqat
Rana Amir Liyaqat
Sherशेर
See all 26 →aisi pyari shaam men ji bahlane ko
ऐसी प्यारी शाम में जी बहलाने को
aao ankhen mila ke dekhte hain
आओ आँखें मिला के देखते हैं
is daur-e-na-murad se ye tajraba hua
इस दौर-ए-ना-मुराद से ये तजरबा हुआ
qimti shai thi tira hijr uTha.e rakkha
क़ीमती शय थी तिरा हिज्र उठाए रक्खा
apna aap paDa rah jaata hai bas ik andaze par
अपना आप पड़ा रह जाता है बस इक अंदाज़े पर
nukta yahi azal se paDhaya gaya hamen
नुक्ता यही अज़ल से पढ़ाया गया हमें
Popular Sher & Shayari
52 total"aao ankhen mila ke dekhte hain kaun kitna udaas rahta hai"
"is daur-e-na-murad se ye tajraba hua divar guftugu ke liye behtarin hai"
"qimti shai thi tira hijr uTha.e rakkha varna sailab men saman kahan dekhte hain"
"apna aap paDa rah jaata hai bas ik andaze par aadhe ham is dharti par hain aadhe us sayyare par"
"nukta yahi azal se paDhaya gaya hamen havva bara.e-husn hai aadam bara.e-ishq"
gale lagaa ke mujhe puchh masala kyaa hai
main Dar rahaa huun tujhe haal-e-dil sunaane se
zindagi dekh tiri khaas riaayat hogi
ik mohabbat hai mire paas agar karne de
hazaar raste tire hijr ke ilaaj ke hain
ham ahl-e-ishq zaraa mukhtalif mizaaj ke hain
nukta yahi azal se paDhaayaa gayaa hamein
havvaa baraae-husn hai aadam baraae-ishq
iinT se iinT joD kar, khvaab banaa rahaa huun main
rakhne na Daal mere yaar' khvaab ki dekh-bhaal mein
agarche roz miraa sabr aazmaataa hai
magar ye dariyaa mujhe tairnaa sikhaataa hai
Ghazalग़ज़ल
barf pighli to raasta niklaa
बर्फ़ पिघली तो रास्ता निकला
banaa huaa hai hamaaraa kasi bahaane se
बना हुआ है हमारा कसी बहाने से
dilon mein khauf ke chulhe ki aag ThanDi ho
दिलों में ख़ौफ़ के चूल्हे की आग ठंडी हो
ek tuu, ek aashiqi meri
एक तू, एक आशिक़ी मेरी
hotaa hai mehrbaan kahaan par khudaa-e-ishq
होता है मेहरबान कहाँ पर ख़ुदा-ए-इश्क़





