Sher
"vo pahle sirf miri aankh men samaya tha phir ek roz ragon tak utar gaya mujh men"
"kahani khatm hui aur aisi khatm hui ki log rone lage taliyan bajate hue"
کہانی ختم ہوئی اور ایسی ختم ہوئی کہ لوگ رونے لگے تالیاں بجاتے ہوئے
कहानी ख़त्म हुई और ऐसी ख़त्म हुई कि लोग रोने लगे तालियाँ बजाते हुए

"vo pahle sirf miri aankh men samaya tha phir ek roz ragon tak utar gaya mujh men"
"miri to saari duniya bas tumhi ho ghalat kya hai jo duniya-dar huun main"
"tum to darvaza khula dekh ke dar aa.e ho tum ne dekha nahin divar ko dar hone tak"
"shajar ne puchha ki tujh men ye kis ki khushbu hai hava-e-sham-e-alam ne kaha udasi ki"
"mujh ko khud men jagah nahin milti tu hai maujud is qadar mujh men"
"tere bin ghaDiyan gini hain raat din nau baras gyarah mahine saat din"