Sher
"kahani khatm hui aur aisi khatm hui ki log rone lage taliyan bajate hue"

Rehman Faris
kahani khatm hui aur aisi khatm hui
कहानी ख़त्म हुई और ऐसी ख़त्म हुई
vo pahle sirf miri aankh men samaya tha
वो पहले सिर्फ़ मिरी आँख में समाया था
miri to saari duniya bas tumhi ho
मिरी तो सारी दुनिया बस तुम्ही हो
tum to darvaza khula dekh ke dar aa.e ho
तुम तो दरवाज़ा खुला देख के दर आए हो
shajar ne puchha ki tujh men ye kis ki khushbu hai
शजर ने पूछा कि तुझ में ये किस की ख़ुशबू है
mujh ko khud men jagah nahin milti
मुझ को ख़ुद में जगह नहीं मिलती
"kahani khatm hui aur aisi khatm hui ki log rone lage taliyan bajate hue"
"vo pahle sirf miri aankh men samaya tha phir ek roz ragon tak utar gaya mujh men"
"miri to saari duniya bas tumhi ho ghalat kya hai jo duniya-dar huun main"
"tum to darvaza khula dekh ke dar aa.e ho tum ne dekha nahin divar ko dar hone tak"
"shajar ne puchha ki tujh men ye kis ki khushbu hai hava-e-sham-e-alam ne kaha udasi ki"
"mujh ko khud men jagah nahin milti tu hai maujud is qadar mujh men"
miri to saari duniyaa bas tumhi ho
ghalat kyaa hai jo duniyaa-daar huun main
tere bin ghaDiyaan gini hain raat din
nau baras gyaarah mahine saat din
shajar ne puchhaa ki tujh mein ye kis ki khushbu hai
havaa-e-shaam-e-alam ne kahaa udaasi ki
vo pahle sirf miri aankh mein samaayaa thaa
phir ek roz ragon tak utar gayaa mujh mein
tum to darvaaza khulaa dekh ke dar aae ho
tum ne dekhaa nahin divaar ko dar hone tak
kahaani khatm hui aur aisi khatm hui
ki log rone lage taaliyaan bajaate hue