Sher
"kitne chehre lage hain chehron par kya haqiqat hai aur siyasat kya"
"us vaqt mujh ko davat-e-jam-o-subu mili jis vaqt main gunah ke qabil nahin raha"
اس وقت مجھ کو دعوت جام و سبو ملی جس وقت میں گناہ کے قابل نہیں رہا
उस वक़्त मुझ को दावत-ए-जाम-ओ-सुबू मिली जिस वक़्त मैं गुनाह के क़ाबिल नहीं रहा

"kitne chehre lage hain chehron par kya haqiqat hai aur siyasat kya"
"tajraba mujh ko hua hai dosto! is khvab se mustaqil chaprasi achchha temporary job se"
"kahne lagi ye maut ki kiije hamen muaaf allah sha.eron ke hamesha se hai khilaf"
"aankh bas men kaaT li begam divani ho ga.iin yuun hi kya achchhi thi surat us pe kaani ho ga.iin"
"shab bhar main torch Daal ke ye dekhta raha bijli ka balb jalta hai ya hai bujha hua"
"muddat hui hai bichhDe hue apne-ap se dekha jo aaj tum ko to ham yaad aa ga.e"