Sher
"saal, par saal, aur phir is saal muntazir ham the muntazir ham hain"
"yaad aati hai achchhi si koi baat sar-e-sham phir sub.h talak sochte rahte hain vo kya thi"
یاد آتی ہے اچھی سی کوئی بات سر شام پھر صبح تلک سوچتے رہتے ہیں وہ کیا تھی
याद आती है अच्छी सी कोई बात सर-ए-शाम फिर सुब्ह तलक सोचते रहते हैं वो क्या थी

"saal, par saal, aur phir is saal muntazir ham the muntazir ham hain"
"kabhi mai-kada kabhi but-kada kabhi ka.aba to kabhi khanqah ye tiri talab ka junun tha mujhe kab kisi se lagav tha"
"koi aise vaqt men ham se bichhDa hai shaam Dhale jab panchhi ghar lauT aate hain"
"TaTolo parakh lo chalo aazma lo khuda ki qasam ba-khuda aadmi huun"
"aa tire sang zara peng baDha.i jaa.e zindagi baiTh tujhe chaa.e pila.i jaa.e"
"use na milne ki socha hai yuun saza denge har ek jism pe chehra vahi laga denge"