Sher
"vo is kamal se khela tha ishq ki baazi main apni fat.h samajhta tha maat hone tak"
"meri ankhon men khvab hain jis ke us ki ankhon men rat-jaga hai ab"
میری آنکھوں میں خواب ہیں جس کے اس کی آنکھوں میں رت جگا ہے اب
मेरी आँखों में ख़्वाब हैं जिस के उस की आँखों में रत-जगा है अब

"vo is kamal se khela tha ishq ki baazi main apni fat.h samajhta tha maat hone tak"
"tumhari yaad baDhi aur dil hua raushan ye ek sham.a andhere ne khud jala li hai"
"har musafir ke saath aata hai ik naya rasta hamesha se"
"zakhm kab ka tha dard uTha hai ab us ke jaane ka dukh hua hai ab"
"mila tha hijr ke raste men sub.h ki manind bichhaD gaya tha musafir se raat hone tak"
"vo jo dariya ke biich rahta hai vahi pyasa mila hamesha se"