Sher
"vo is kamal se khela tha ishq ki baazi main apni fat.h samajhta tha maat hone tak"

Tajdar Adil
vo is kamal se khela tha ishq ki baazi
वो इस कमाल से खेला था इश्क़ की बाज़ी
tumhari yaad baDhi aur dil hua raushan
तुम्हारी याद बढ़ी और दिल हुआ रौशन
har musafir ke saath aata hai
हर मुसाफ़िर के साथ आता है
zakhm kab ka tha dard uTha hai ab
ज़ख़्म कब का था दर्द उठा है अब
meri ankhon men khvab hain jis ke
मेरी आँखों में ख़्वाब हैं जिस के
mila tha hijr ke raste men sub.h ki manind
मिला था हिज्र के रस्ते में सुब्ह की मानिंद
"vo is kamal se khela tha ishq ki baazi main apni fat.h samajhta tha maat hone tak"
"tumhari yaad baDhi aur dil hua raushan ye ek sham.a andhere ne khud jala li hai"
"har musafir ke saath aata hai ik naya rasta hamesha se"
"zakhm kab ka tha dard uTha hai ab us ke jaane ka dukh hua hai ab"
"meri ankhon men khvab hain jis ke us ki ankhon men rat-jaga hai ab"
"mila tha hijr ke raste men sub.h ki manind bichhaD gaya tha musafir se raat hone tak"
har musaafir ke saath aataa hai
ik nayaa raasta hamesha se
milaa thaa hijr ke raste mein subh ki maanind
bichhaD gayaa thaa musaafir se raat hone tak
duniyaa-bhar mein jitne manzar achchhe hain
un kaa husn aur shor havaa kaa tere naam
vo is kamaal se khelaa thaa ishq ki baazi
main apni fath samajhtaa thaa maat hone tak
tumhaari yaad baDhi aur dil huaa raushan
ye ek shama andhere ne khud jalaa li hai
zakhm kab kaa thaa dard uThaa hai ab
us ke jaane kaa dukh huaa hai ab