Sher
"chhoD aaya tha mez par chaa.e ye juda.i ka isti.ara tha"
T
Tauqeer Abbas"bahar dard bhara iqtibas chhoD ga.i har ik shajar ka badan be-libas chhoD ga.i"
بہار درد بھرا اقتباس چھوڑ گئی ہر اک شجر کا بدن بے لباس چھوڑ گئی
बहार दर्द भरा इक़्तिबास छोड़ गई हर इक शजर का बदन बे-लिबास छोड़ गई
"chhoD aaya tha mez par chaa.e ye juda.i ka isti.ara tha"
"vaqt kar dega faisla is ka kaun sachcha hai kaun jhuTa hai"
"phir yahi baat na main bhuul saka main use bhuul gaya tha ik din"
"meri ankhon men aa ke raakh hua jaane kis des ka sitara tha"
"lahu meri nason men bhi kabhi ka jam chuka tha badan par barf ko oDhe nadi bhi so rahi thi"