Sher
"chhoD aaya tha mez par chaa.e ye juda.i ka isti.ara tha"
T
Tauqeer AbbasTauqeer Abbas
chhoD aaya tha mez par chaa.e
छोड़ आया था मेज़ पर चाय
vaqt kar dega faisla is ka
वक़्त कर देगा फ़ैसला इस का
phir yahi baat na main bhuul saka
फिर यही बात न मैं भूल सका
meri ankhon men aa ke raakh hua
मेरी आँखों में आ के राख हुआ
bahar dard bhara iqtibas chhoD ga.i
बहार दर्द भरा इक़्तिबास छोड़ गई
lahu meri nason men bhi kabhi ka jam chuka tha
लहू मेरी नसों में भी कभी का जम चुका था
"chhoD aaya tha mez par chaa.e ye juda.i ka isti.ara tha"
"vaqt kar dega faisla is ka kaun sachcha hai kaun jhuTa hai"
"phir yahi baat na main bhuul saka main use bhuul gaya tha ik din"
"meri ankhon men aa ke raakh hua jaane kis des ka sitara tha"
"bahar dard bhara iqtibas chhoD ga.i har ik shajar ka badan be-libas chhoD ga.i"
"lahu meri nason men bhi kabhi ka jam chuka tha badan par barf ko oDhe nadi bhi so rahi thi"
bahaar dard bharaa iqtibaas chhoD gai
har ik shajar kaa badan be-libaas chhoD gai
meri aankhon mein aa ke raakh huaa
jaane kis des kaa sitaaraa thaa
phir yahi baat na main bhuul sakaa
main use bhuul gayaa thaa ik din
chhoD aayaa thaa mez par chaae
ye judaai kaa istiaaraa thaa
vaqt kar degaa faisla is kaa
kaun sachchaa hai kaun jhuTaa hai
lahu meri nason mein bhi kabhi kaa jam chukaa thaa
badan par barf ko oDhe nadi bhi so rahi thi