Sher
"hamen sairab rakkha hai khuda ka shukr hai us ne jahan banjar zaminen hon ana.en shor karti hain"
"ye kamra aur ye gard-o-ghubar us ka hai vo jis ne aana nahin intizar us ka hai"
یہ کمرہ اور یہ گرد و غبار اس کا ہے وہ جس نے آنا نہیں انتظار اس کا ہے
ये कमरा और ये गर्द-ओ-ग़ुबार उस का है वो जिस ने आना नहीं इंतिज़ार उस का है

"hamen sairab rakkha hai khuda ka shukr hai us ne jahan banjar zaminen hon ana.en shor karti hain"
"hamen bhi tajraba hai be-ghari ka chhat na hone ka darinde, bijliyan, kaali ghaTa.en shor karti hain"
"jo chala gaya so chala gaya jo hai paas us ka khayal rakh jo luTa diya use bhuul ja jo bacha hai us ko sambhal rakh"
"khud apna saath bhi chubhne laga tha ajab tanha.i ki aadat hui thi"
"jaati thi koi raah akeli kisi janib tanha tha safar men koi saaya use kahna"
"aate rahte hain falak se bhi ishare kuchh na kuchh baat kar lete hain ham se chand taare kuchh na kuchh"