Sher
"jivan ka sangit achanak antim sur ko chhu leta hai hansta hi rahta hai phir bhi mere andar marne vaala"
"ik nadi men saikDon dariya ki tughyani mili Dubne vaale ko mar jaane ki asani mili"
اک ندی میں سیکڑوں دریا کی طغیانی ملی ڈوبنے والے کو مر جانے کی آسانی ملی
इक नदी में सैकड़ों दरिया की तुग़्यानी मिली डूबने वाले को मर जाने की आसानी मिली

"jivan ka sangit achanak antim sur ko chhu leta hai hansta hi rahta hai phir bhi mere andar marne vaala"
"saaf jazbon ke havale se to gham hain lekin ek lamhe ki khushi ek sadi rahti hai"
"baat pahunche sama.at ko tasir de kis tarah lafz hain aur lafzon men zor-e-bayani nahin"
"jald manzil tak pahunchne ka junun us ko raha zindagi bhar is liye rasta badalta rah gaya"
"dekh lete hain andhere men bhi rasta apna sham.a ehsas ke manind jali rahti hai"
"kya jaane kab dharti par sailab ka manzar ho jaa.e har-dam ye majbur nigahen varsha karti rahti hain"