Sher
main sochta rahta huun ba-har-hal ki kya tha
ankhon men tiri mera jahan hone se pahle

Amaan Abbas
vo mire shaana-ba-shaana bhi to ho saktaa hai
वो मिरे शाना-ब-शाना भी तो हो सकता है
hai kufr ki aaghosh mein imaan hamaaraa
है कुफ़्र की आग़ोश में ईमान हमारा
vo juz kahaani kaa ham tak pahunch na paayaa hi ho
वो जुज़ कहानी का हम तक पहुँच न पाया ही हो
mujh se thoDaa saa bhi bezaar nahin ho sakti
मुझ से थोड़ा सा भी बेज़ार नहीं हो सकती
ruh-o-badan ki naa-hamvaari baDhti jaati hai
रूह-ओ-बदन की ना-हमवारी बढ़ती जाती है
isi liye to nahin kaTti raat aadmi ki
इसी लिए तो नहीं कटती रात आदमी की