Sher
mukhalifon ne khabar jab koi uDa di hai
to doston ne use aur bhi hava di hai
A
Athar ZiaiAthar Ziai
mukhalifon ne khabar jab koi uDa di hai
to doston ne use aur bhi hava di hai
kiya tha zulm to gulchin ne tum pe ahl-e-chaman
ye tum ne aag gulistan ko kyuun laga di hai
kiyaa thaa zulm to gulchin ne tum pe ahl-e-chaman
ye tum ne aag gulistaan ko kyuun lagaa di hai
mukhaalifon ne khabar jab koi uDaa di hai
to doston ne use aur bhi havaa di hai
jab se tu kaaba-e-dil mein hai sanam ki surat
जब से तू का'बा-ए-दिल में है सनम की सूरत
kam kisi kushta-e-aalaam ki pursish ki hai
कम किसी कुश्ता-ए-आलाम की पुर्सिश की है
farogh-e-kasrat-e-jalva se khud tamaashaa huun
फ़रोग़-ए-कसरत-ए-जल्वा से ख़ुद तमाशा हूँ
yahi nahin ki faqat baam-o-dar se bach ke chalun
यही नहीं कि फ़क़त बाम-ओ-दर से बच के चलूँ
charaagh-e-anjuman ko ye khabar kyaa
चराग़-ए-अंजुमन को ये ख़बर क्या
chaman hai kaisaa ye kaisi bahaar hai saaqi
चमन है कैसा ये कैसी बहार है साक़ी