Sher
jhukana sikhna paDta hai sar logon ke qadmon men
yunhi jamhuriyat men haath sardari nahin aati

Mahesh Janib
ho rahaa hai kyaa jahaan mein ik nazar mat dekhiye
हो रहा है क्या जहाँ में इक नज़र मत देखिए
ahmaq nahin ki samjhein buraa vaqt Tal gayaa
अहमक़ नहीं कि समझें बुरा वक़्त टल गया
dil TuTne kaa band ye ranj-o-malaal kar
दिल टूटने का बंद ये रंज-ओ-मलाल कर
muqarrar vaqt se pahle samajhdaari nahin aati
मुक़र्रर वक़्त से पहले समझदारी नहीं आती