Sher
ye intizar ki ghaDiyan ye shab ka sannaTa
is ek shab men bhare hain hazar saal ke din

Qamar Siddiqi
ye martaba koshish se mayassar nahin hotaa
ये मर्तबा कोशिश से मयस्सर नहीं होता
khvaab nahin hai sannaaTaa hai lekin hai taabir bahut
ख़्वाब नहीं है सन्नाटा है लेकिन है ता'बीर बहुत
log hanste hain muskuraate hain
लोग हँसते हैं मुस्कुराते हैं
dushman-vushman neza-veza khanjar-vanjar kyaa
दुश्मन-वुश्मन नेज़ा-वेज़ा ख़ंजर-वंजर क्या
rishte-naate kho gae sab gaanv kaa ghar kho gayaa
रिश्ते-नाते खो गए सब गाँव का घर खो गया