Shayari
biviyaan chaar hain aur phir bhi hasinon se shaghaf
bhaai tu baiTh ke aaraam se ghar-baar chalaa
khiDkiyon se nazar us ki haTti nahin
meraa beTaa to baaligh-nazar ho gayaa
کھڑکیوں سے نظر اس کی ہٹتی نہیں
میرا بیٹا تو بالغ نظر ہو گیا
खिड़कियों से नज़र उस की हटती नहीं
मेरा बेटा तो बालिग़-नज़र हो गया

biviyaan chaar hain aur phir bhi hasinon se shaghaf
bhaai tu baiTh ke aaraam se ghar-baar chalaa
koi to DhunD ke laae ki muntazim hai kahaan
lifaafa gar nahin detaa na de kiraaya to de
magar bas apne hi baare mein kuchh nahin maalum
maroD kal se jo meade mein hai sabab kyaa hai
vo saadgi mein un ko do saamain samjhaa
bas aaThvin ghazal par munkir-nakir bhaage
laDke ki amaan ye bolin kaam kare us ki juuti
do bhaai bhatta lete hain abbaa khair se Daaku hain
allaah jab bhi detaa hai chhappar phaaD ke detaa hai
is ummid pe saari umr chhappar-tale guzaari hai