Shayari
abas naadaaniyon par aap apni naaz karte hain
abhi dekhi kahaan hain aap ne naadaaniyaan meri
chori khudaa se jab nahin bandon se kis liye
chhupne mein kuchh mazaa nahin sab ko dikhaa ke pi
چوری خدا سے جب نہیں بندوں سے کس لیے
چھپنے میں کچھ مزا نہیں سب کو دکھا کے پی
चोरी ख़ुदा से जब नहीं बंदों से किस लिए
छुपने में कुछ मज़ा नहीं सब को दिखा के पी
