Sher
abas nadaniyon par aap apni naaz karte hain
abhi dekhi kahan hain aap ne nadaniyan meri

Fayyaz Hashmi
abas nadaniyon par aap apni naaz karte hain
abhi dekhi kahan hain aap ne nadaniyan meri
na tum aa.e na chain aaya na maut aa.i shab-e-va.ada
dil-e-muztar tha main tha aur thiin be-tabiyan meri
chori khuda se jab nahin bandon se kis liye
chhupne men kuchh maza nahin sab ko dikha ke pi
abas naadaaniyon par aap apni naaz karte hain
abhi dekhi kahaan hain aap ne naadaaniyaan meri
na tum aae na chain aayaa na maut aai shab-e-vaada
dil-e-muztar thaa main thaa aur thiin be-taabiyaan meri
chori khudaa se jab nahin bandon se kis liye
chhupne mein kuchh mazaa nahin sab ko dikhaa ke pi
maston ke jo usuul hain un ko nibhaa ke pi
मस्तों के जो उसूल हैं उन को निभा के पी
na tum mere na dil meraa na jaan-e-naa-tavaan meri
न तुम मेरे न दिल मेरा न जान-ए-ना-तवाँ मेरी
hamein koi gham nahin thaa gham-e-aashiqi se pahle
हमें कोई ग़म नहीं था ग़म-ए-आशिक़ी से पहले