Shayari
ab miri tanhaai bhi mujh se baghaavat kar gai
kal yahaan jo kuchh huaa thaa sab fasaanaa ho gayaa
mire suluk ki qimat yahin adaa kar de
mujhe gunaah ki lazzat se aashnaa kar de
مرے سلوک کی قیمت یہیں ادا کر دے
مجھے گناہ کی لذت سے آشنا کر دے
मिरे सुलूक की क़ीमत यहीं अदा कर दे
मुझे गुनाह की लज़्ज़त से आश्ना कर दे

ab miri tanhaai bhi mujh se baghaavat kar gai
kal yahaan jo kuchh huaa thaa sab fasaanaa ho gayaa
rang khushbu aur mausam kaa bahaanaa ho gayaa
apni hi tasvir mein chehra puraanaa ho gayaa
lakirein piTne vaalon ko 'khaalid'
lakiron par hansi aane lagi hai