ye adaaein ye ishaare ye hasin qaul-o-qaraar — Khalid Yusuf
ye adaaein ye ishaare ye hasin qaul-o-qaraar
kitne aadaab ke parde mein hai inkaar ki baat
Urdu
یہ ادائیں یہ اشارے یہ حسیں قول و قرار
کتنے آداب کے پردے میں ہے انکار کی بات
Hindi
ये अदाएँ ये इशारे ये हसीं क़ौल-ओ-क़रार
कितने आदाब के पर्दे में है इंकार की बात
K
Khalid Yusuf
Khalid Yusuf
poet17 quotes