ye ada.en ye ishare ye hasin qaul-o-qarar
kitne adab ke parde men hai inkar ki baat
Khalid Yusuf
Khalid Yusuf
Sherशेर
ye ada.en ye ishare ye hasin qaul-o-qarar
ये अदाएँ ये इशारे ये हसीं क़ौल-ओ-क़रार
use khabar hai ki anjam-e-vasl kya hoga
उसे ख़बर है कि अंजाम-ए-वस्ल क्या होगा
ham ne maana ki tire shahr men sab achchha hai
हम ने माना कि तिरे शहर में सब अच्छा है
fan ka da.ava hai to kuchh jur.at-e-iz.har bhi ho
फ़न का दावा है तो कुछ जुरअत-ए-इज़हार भी हो
ham ho ga.e shahid ye e.azaz to mila
हम हो गए शहीद ये ए'ज़ाज़ तो मिला
Popular Sher & Shayari
10 totaluse khabar hai ki anjam-e-vasl kya hoga
vo qurbaton ki tapish fasle men rakhti hai
ham ne maana ki tire shahr men sab achchha hai
koi iisa ho to mil ja.enge bimar bahut
fan ka da.ava hai to kuchh jur.at-e-iz.har bhi ho
zeb deta nahin fankar ko buzdil hona
ham ho ga.e shahid ye e.azaz to mila
ahl-e-junun ko nukta-e-aghaz to mila
ye adaaein ye ishaare ye hasin qaul-o-qaraar
kitne aadaab ke parde mein hai inkaar ki baat
ham ne maanaa ki tire shahr mein sab achchhaa hai
koi iisaa ho to mil jaaeinge bimaar bahut
use khabar hai ki anjaam-e-vasl kyaa hogaa
vo qurbaton ki tapish faasle mein rakhti hai
fan kaa daavaa hai to kuchh jurat-e-izhaar bhi ho
zeb detaa nahin fankaar ko buzdil honaa
ham ho gae shahid ye eazaaz to milaa
ahl-e-junun ko nukta-e-aaghaaz to milaa
Ghazalग़ज़ल
har ek shakhs ko ik tantane mein rakhti hai
हर एक शख़्स को इक तनतने में रखती है
uqaab dil ho to saaraa jahaan ek saa hai
उक़ाब दिल हो तो सारा जहान एक सा है
vajh-e-rusvaai hai ab laaeq-e-mahfil honaa
वज्ह-ए-रुस्वाई है अब लाएक़-ए-महफ़िल होना
ahd-e-khurshid mein zarron ki haqiqat kyaa hai
अहद-ए-ख़ुर्शीद में ज़र्रों की हक़ीक़त क्या है
bane jo shams-o-qamar nang-e-aasmaan nikle
बने जो शम्स-ओ-क़मर नंग-ए-आसमाँ निकले
vafaa ke naam pe rakkhi hain tohmatein kyaa kyaa
वफ़ा के नाम पे रक्खी हैं तोहमतें क्या क्या





