saabit ye kar rahaa huun ki rahmat-shanaas huun — Mirza Shauq Lakhnavi
saabit ye kar rahaa huun ki rahmat-shanaas huun
har qism kaa gunaah kiye jaa rahaa huun main
Urdu
ثابت یہ کر رہا ہوں کہ رحمت شناس ہوں
ہر قسم کا گناہ کیے جا رہا ہوں میں
Hindi
साबित ये कर रहा हूँ कि रहमत-शनास हूँ
हर क़िस्म का गुनाह किए जा रहा हूँ मैं

Mirza Shauq Lakhnavi
Mirza Shauq Lakhnavi
poet8 quotes