Sher
"maut se kis ko rustagari hai aaj vo kal hamari baari hai"

Mirza Shauq Lakhnavi
maut se kis ko rustagari hai
मौत से किस को रुस्तगारी है
dekh lo ham ko aaj ji bhar ke
देख लो हम को आज जी भर के
gesu rukh par hava se hilte hain
गेसू रुख़ पर हवा से हिलते हैं
sabit ye kar raha huun ki rahmat-shanas huun
साबित ये कर रहा हूँ कि रहमत-शनास हूँ
chaman men shab ko ghira abr-e-nau-bahar raha
चमन में शब को घिरा अब्र-ए-नौ-बहार रहा
ga.e jo aish ke din main shabab kya karta
गए जो ऐश के दिन मैं शबाब क्या करता
"maut se kis ko rustagari hai aaj vo kal hamari baari hai"
"dekh lo ham ko aaj ji bhar ke koi aata nahin hai phir mar ke"
"gesu rukh par hava se hilte hain chaliye ab donon vaqt milte hain"
"sabit ye kar raha huun ki rahmat-shanas huun har qism ka gunah kiye ja raha huun main"
"chaman men shab ko ghira abr-e-nau-bahar raha huzur aap ka kya kya na intizar raha"
"ga.e jo aish ke din main shabab kya karta laga ke jaan ko apni azaab kya karta"
maut se kis ko rustagaari hai
aaj vo kal hamaari baari hai
dekh lo ham ko aaj ji bhar ke
koi aataa nahin hai phir mar ke
gesu rukh par havaa se hilte hain
chaliye ab donon vaqt milte hain
saabit ye kar rahaa huun ki rahmat-shanaas huun
har qism kaa gunaah kiye jaa rahaa huun main
chaman mein shab ko ghiraa abr-e-nau-bahaar rahaa
huzur aap kaa kyaa kyaa na intizaar rahaa
gae jo aish ke din main shabaab kyaa kartaa
lagaa ke jaan ko apni azaab kyaa kartaa