khudaa ki shaan ki ham ko uThaa ke mahfil se — Mohammad Naazir Ali Naazir
khudaa ki shaan ki ham ko uThaa ke mahfil se
raqib baiThe hain zaanu tiraa dabaae hue
Urdu
خدا کی شان کہ ہم کو اٹھا کے محفل سے
رقیب بیٹھے ہیں زانو ترا دبائے ہوئے
Hindi
ख़ुदा की शान कि हम को उठा के महफ़िल से
रक़ीब बैठे हैं ज़ानू तिरा दबाए हुए
M
Mohammad Naazir Ali Naazir
Mohammad Naazir Ali Naazir
poet8 quotes