vo aur vaada vasl kaa qaasid nahin nahin — Mufti Sadruddin Aazurda
vo aur vaada vasl kaa qaasid nahin nahin
sach sach bataa ye lafz unhi ki zabaan ke hain
Urdu
وہ اور وعدہ وصل کا قاصد نہیں نہیں
سچ سچ بتا یہ لفظ انہی کی زباں کے ہیں
Hindi
वो और वा'दा वस्ल का क़ासिद नहीं नहीं
सच सच बता ये लफ़्ज़ उन्ही की ज़बाँ के हैं
M
Mufti Sadruddin Aazurda
Mufti Sadruddin Aazurda
poet21 quotes