ai dil tamam naf.a hai sauda-e-ishq men
ik jaan ka ziyan hai so aisa ziyan nahin
Mufti Sadruddin Aazurda
Mufti Sadruddin Aazurda
Sherशेर
See all 8 →ai dil tamam naf.a hai sauda-e-ishq men
ऐ दिल तमाम नफ़अ' है सौदा-ए-इश्क़ में
vo aur va.ada vasl ka qasid nahin nahin
वो और वा'दा वस्ल का क़ासिद नहीं नहीं
'azurda' mar ke kucha-e-janan men rah gaya
'आज़ुर्दा' मर के कूचा-ए-जानाँ में रह गया
is dard-e-juda.i se kahin jaan nikal jaa.e
इस दर्द-ए-जुदाई से कहीं जान निकल जाए
naseh yahan ye fikr hai siina bhi chaak ho
नासेह यहाँ ये फ़िक्र है सीना भी चाक हो
kaTti kisi tarah se nahin ye shab-e-firaq
कटती किसी तरह से नहीं ये शब-ए-फ़िराक़
Popular Sher & Shayari
16 totalvo aur va.ada vasl ka qasid nahin nahin
sach sach bata ye lafz unhi ki zaban ke hain
'azurda' mar ke kucha-e-janan men rah gaya
di thi dua kisi ne ki jannat men ghar mile
is dard-e-juda.i se kahin jaan nikal jaa.e
'azurda' mire haq men zara yuun bhi dua kar
naseh yahan ye fikr hai siina bhi chaak ho
hai fikr-e-bakhiya tujh ko gareban ke chaak men
kaTti kisi tarah se nahin ye shab-e-firaq
shayad ki gardish aaj tujhe asman nahin
'aazurdaa' mar ke kucha-e-jaanaan mein rah gayaa
di thi duaa kisi ne ki jannat mein ghar mile
is dard-e-judaai se kahin jaan nikal jaae
'aazurdaa' mire haq mein zaraa yuun bhi duaa kar
main aur zauq-e-baada-kashi le gaiin mujhe
ye kam-nigaahiyaan tiri bazm-e-sharaab mein
naaseh yahaan ye fikr hai siina bhi chaak ho
hai fikr-e-bakhiya tujh ko garebaan ke chaak mein
ai dil tamaam nafa hai saudaa-e-ishq mein
ik jaan kaa ziyaan hai so aisaa ziyaan nahin
vo aur vaada vasl kaa qaasid nahin nahin
sach sach bataa ye lafz unhi ki zabaan ke hain
Ghazalग़ज़ल
mujh saa bhi koi ishq mein hai bad-gumaan nahin
मुझ सा भी कोई इश्क़ में है बद-गुमाँ नहीं
agar ham na the gham uThaane ke qaabil
अगर हम न थे ग़म उठाने के क़ाबिल
ye kah ke rakhna Daaliye un ke hijaab mein
ये कह के रख़्ना डालिए उन के हिजाब में
naalon se mere kab tah-o-baalaa jahaan nahin
नालों से मेरे कब तह-ओ-बाला जहाँ नहीं
hai muft dil ki qimat agar ik nazar mile
है मुफ़्त दिल की क़ीमत अगर इक नज़र मिले
kaash maqbul ho duaa-e-adu
काश मक़्बूल हो दुआ-ए-अदू





