Shayari
ajiib shakhs thaa khud apne dukh banaataa thaa
dil-o-dimaagh pe kuchh din asar rahaa us kaa
phir us ke baa'd koi aur dukh banaa hi nahin
tabaah-kun thaa faqat kun pukaarnaa us kaa
پھر اس کے بعد کوئی اور دکھ بنا ہی نہیں
تباہ کن تھا فقط کن پکارنا اس کا
फिर उस के बा'द कोई और दुख बना ही नहीं
तबाह-कुन था फ़क़त कुन पुकारना उस का

ajiib shakhs thaa khud apne dukh banaataa thaa
dil-o-dimaagh pe kuchh din asar rahaa us kaa
samajh mein aae to samjho kabhi hamaaraa dukh
phir us ke baad hamaare huon kaa dukh samjho
har samt main huun aur mire hone ki hai khabar
duniyaa visaal-e-yaar se pahle ki baat thi