Sher
"chhilkon ke hain ambar magar maghz nadarat duniya men musalman to hain islam nahin hai"
"qurb nas nas men aag bharta hai vasl se iztirab baDhta hai"
قرب نس نس میں آگ بھرتا ہے وصل سے اضطراب بڑھتا ہے
क़ुर्ब नस नस में आग भरता है वस्ल से इज़्तिराब बढ़ता है

"chhilkon ke hain ambar magar maghz nadarat duniya men musalman to hain islam nahin hai"
"kaun mar kar dobara zinda hua kaun mulk-e-fana se lauTa hai"
"na.i mohabbaten 'khalid' purani dostiyan azab-e-kashmakash-e-be-aman men rahte hain"
"shahidan-e-vafa ki manqabat likhte rahe lekin na ki arzi khudaon ki kabhi hamd-o-sana ham ne"
"koi tanha.i ka gosha koi kunj-e-afiyat ashiq-o-mashuq yakja hon kahan ai asman"
"main faqat ek khvab tha tera khvab ko kaun yaad rakhta hai"