Sher
"mushkil tha bahut mere liye tark-e-ta.alluq ye kaam bhi tum ne mira asan kiya hai"
"is tarah sataya hai pareshan kiya hai goya ki mohabbat nahin ehsan kiya hai"
اس طرح ستایا ہے پریشان کیا ہے گویا کہ محبت نہیں احسان کیا ہے
इस तरह सताया है परेशान किया है गोया कि मोहब्बत नहीं एहसान किया है

"mushkil tha bahut mere liye tark-e-ta.alluq ye kaam bhi tum ne mira asan kiya hai"
"divaron men dar hota to achchha tha apna koi ghar hota to achchha tha"
"ai mere musavvir nahin ye main to nahin huun ye tu ne bana Daali hai tasvir koi aur"
"rang aa jaate muTThi men jugnu ban kar khushbu ka paikar hota to achchha tha"
"jis ko meri halat ka ehsas nahin us ko dil ka haal suna kar rona kya"
"kisi ne mujh se kah diya tha zindagi pe ghaur kar main shakh par khila hua gulab dekhta raha"