"mushkil tha bahut mere liye tark-e-ta.alluq ye kaam bhi tum ne mira asan kiya hai"

Afzaal Firdaus
Afzaal Firdaus
Sherशेर
See all 7 →mushkil tha bahut mere liye tark-e-ta.alluq
मुश्किल था बहुत मेरे लिए तर्क-ए-तअल्लुक़
divaron men dar hota to achchha tha
दीवारों में दर होता तो अच्छा था
ai mere musavvir nahin ye main to nahin huun
ऐ मेरे मुसव्विर नहीं ये मैं तो नहीं हूँ
rang aa jaate muTThi men jugnu ban kar
रंग आ जाते मुट्ठी में जुगनू बन कर
is tarah sataya hai pareshan kiya hai
इस तरह सताया है परेशान किया है
jis ko meri halat ka ehsas nahin
जिस को मेरी हालत का एहसास नहीं
Popular Sher & Shayari
14 total"divaron men dar hota to achchha tha apna koi ghar hota to achchha tha"
"ai mere musavvir nahin ye main to nahin huun ye tu ne bana Daali hai tasvir koi aur"
"rang aa jaate muTThi men jugnu ban kar khushbu ka paikar hota to achchha tha"
"is tarah sataya hai pareshan kiya hai goya ki mohabbat nahin ehsan kiya hai"
"jis ko meri halat ka ehsas nahin us ko dil ka haal suna kar rona kya"
is tarah sataayaa hai pareshaan kiyaa hai
goyaa ki mohabbat nahin ehsaan kiyaa hai
jis ko meri haalat kaa ehsaas nahin
us ko dil kaa haal sunaa kar ronaa kyaa
kisi ne mujh se kah diyaa thaa zindagi pe ghaur kar
main shaakh par khilaa huaa gulaab dekhtaa rahaa
mushkil thaa bahut mere liye tark-e-taalluq
ye kaam bhi tum ne miraa aasaan kiyaa hai
divaaron mein dar hotaa to achchhaa thaa
apnaa koi ghar hotaa to achchhaa thaa
ai mere musavvir nahin ye main to nahin huun
ye tu ne banaa Daali hai tasvir koi aur
Ghazalग़ज़ल
divaaron mein dar hotaa to achchhaa thaa
दीवारों में दर होता तो अच्छा था
kar bhi luun agar khvaab ki taabir koi aur
कर भी लूँ अगर ख़्वाब की ताबीर कोई और
dariche mein sitaaraa jaagtaa hai
दरीचे में सितारा जागता है
gham kaa mausam biit gayaa so ronaa kyaa
ग़म का मौसम बीत गया सो रोना क्या
Duub gayaa hai ek sitaara aankhon mein
डूब गया है एक सितारा आँखों में
main khaak mein mile hue gulaab dekhtaa rahaa
मैं ख़ाक में मिले हुए गुलाब देखता रहा





