Sher
"kise milti najat 'azad' hasti ke masa.il se ki har koi muqayyad aab o gil ke silsilon ka tha"
"ek vo hain ki jinhen apni khushi le Duubi ek ham hain ki jinhen gham ne ubharne na diya"
ایک وہ ہیں کہ جنہیں اپنی خوشی لے ڈوبی ایک ہم ہیں کہ جنہیں غم نے ابھرنے نہ دیا
एक वो हैं कि जिन्हें अपनी ख़ुशी ले डूबी एक हम हैं कि जिन्हें ग़म ने उभरने न दिया

"kise milti najat 'azad' hasti ke masa.il se ki har koi muqayyad aab o gil ke silsilon ka tha"
"raushni phaili to sab ka rang kaala ho gaya kuchh diye aise jale har-su andhera ho gaya"
"sal-e-nau aata hai to mahfuz kar leta huun main kuchh purane se calender zehn ki divar par"
"aap jis rah-guzar-e-dil se kabhi guzre the us pe ta-umr kisi ko bhi guzarne na diya"
"aaj a.ine men khud ko dekh kar yaad aa gaya ek muddat ho ga.i jis shakhs ko dekhe hue"
"yadon ki mahfil men kho kar dil apna tanha tanha hai"