"kise milti najat 'azad' hasti ke masa.il se ki har koi muqayyad aab o gil ke silsilon ka tha"

Azad Gulati
Azad Gulati
Sherशेर
See all 25 →kise milti najat 'azad' hasti ke masa.il se
किसे मिलती नजात 'आज़ाद' हस्ती के मसाइल से
ek vo hain ki jinhen apni khushi le Duubi
एक वो हैं कि जिन्हें अपनी ख़ुशी ले डूबी
raushni phaili to sab ka rang kaala ho gaya
रौशनी फैली तो सब का रंग काला हो गया
sal-e-nau aata hai to mahfuz kar leta huun main
साल-ए-नौ आता है तो महफ़ूज़ कर लेता हूँ मैं
aap jis rah-guzar-e-dil se kabhi guzre the
आप जिस रह-गुज़र-ए-दिल से कभी गुज़रे थे
yadon ki mahfil men kho kar
यादों की महफ़िल में खो कर
Popular Sher & Shayari
50 total"ek vo hain ki jinhen apni khushi le Duubi ek ham hain ki jinhen gham ne ubharne na diya"
"raushni phaili to sab ka rang kaala ho gaya kuchh diye aise jale har-su andhera ho gaya"
"sal-e-nau aata hai to mahfuz kar leta huun main kuchh purane se calender zehn ki divar par"
"aap jis rah-guzar-e-dil se kabhi guzre the us pe ta-umr kisi ko bhi guzarne na diya"
"yadon ki mahfil men kho kar dil apna tanha tanha hai"
zindagi ai zindagi!! aa do ghaDi mil kar rahein
tujh se meraa umr-bhar kaa to koi jhagDaa na thaa
kise milti najaat 'aazaad' hasti ke masaail se
ki har koi muqayyad aab o gil ke silsilon kaa thaa
dekhne vaale mujhe meri nazar se dekh le
main tiri nazron mein huun aur main hi har manzar mein huun
ek vo hain ki jinhein apni khushi le Duubi
ek ham hain ki jinhein gham ne ubharne na diyaa
raushni phaili to sab kaa rang kaalaa ho gayaa
kuchh diye aise jale har-su andheraa ho gayaa
aasmaan ek sulagtaa huaa sahraa hai jahaan
DhunDhtaa phirtaa hai khud apnaa hi saayaa suraj
Ghazalग़ज़ल
jo gham mein jalte rahe umr-bhar diyaa ban kar
जो ग़म में जलते रहे उम्र-भर दिया बन कर
lamha lamha ik nai sai-e-baqaa karti hui
लम्हा लम्हा इक नई सई-ए-बक़ा करती हुई
kabhi mili jo tire dard ki navaa mujh ko
कभी मिली जो तिरे दर्द की नवा मुझ को
vo jo kisi kaa ruup dhaar kar aayaa thaa
वो जो किसी का रूप धार कर आया था
bahut lambaa safar tapti sulagti khvaahishon kaa thaa
बहुत लम्बा सफ़र तपती सुलगती ख़्वाहिशों का था
ek hangaama bapaa hai mujh mein
एक हंगामा बपा है मुझ में





