Sher
"husn aur ishq hain donon kafir donon men ik jhagDa sa hai"
"kahne vaale kahta ja tu sunne vaala sunta to hai"
کہنے والے کہتا جا تو سننے والا سنتا تو ہے
कहने वाले कहता जा तू सुनने वाला सुनता तो है

"husn aur ishq hain donon kafir donon men ik jhagDa sa hai"
"hijr men us nigar-e-taban ke lamha lamha baras hai kya kiije"
"tire visal ki kab aarzu rahi dil ko ki ham ne chaha tujhe shauq-e-be-sabab ke liye"
"ham bhi kisi shirin ke liye khana-badar the farhad rah-e-ishq men tanha to na nikla"
"chand ko tum avaz to de lo ek musafir tanha to hai"
"sahra ka koi phuul mo.attar to nahin tha tha ek chhalava koi manzar to nahin tha"