Sher
"din-rat paDa rahta huun darvaze pe apne is gham men ki koi kabhi aata tha idhar se"
"shab-e-furqat nazar aate nahin asar-e-sahar itni zulmat hai rukh-e-sham.a pe bhi nuur nahin"
شب فرقت نظر آتے نہیں آثار سحر اتنی ظلمت ہے رخ شمع پہ بھی نور نہیں
शब-ए-फ़ुर्क़त नज़र आते नहीं आसार-ए-सहर इतनी ज़ुल्मत है रुख़-ए-शम्अ' पे भी नूर नहीं

"din-rat paDa rahta huun darvaze pe apne is gham men ki koi kabhi aata tha idhar se"
"sar-ba-kaf hind ke jan-baz-e-vatan laDte hain tegh-e-nau le saf-e-dushman men ghuse paDte hain"
"rahega kis ka hissa beshtar mere miTane men ye baham faisla pahle zamin o asman kar len"
"tere didar se main aankh uTha.un kyunkar zulf se pa-e-nazar halqa-e-zanjir men hai"