"din-rat paDa rahta huun darvaze pe apne is gham men ki koi kabhi aata tha idhar se"

Barq Dehlvi
Barq Dehlvi
Sherशेर
din-rat paDa rahta huun darvaze pe apne
दिन-रात पड़ा रहता हूँ दरवाज़े पे अपने
shab-e-furqat nazar aate nahin asar-e-sahar
शब-ए-फ़ुर्क़त नज़र आते नहीं आसार-ए-सहर
sar-ba-kaf hind ke jan-baz-e-vatan laDte hain
सर-ब-कफ़ हिन्द के जाँ-बाज़-ए-वतन लड़ते हैं
rahega kis ka hissa beshtar mere miTane men
रहेगा किस का हिस्सा बेशतर मेरे मिटाने में
tere didar se main aankh uTha.un kyunkar
तेरे दीदार से मैं आँख उठाऊँ क्यूँकर
Popular Sher & Shayari
10 total"shab-e-furqat nazar aate nahin asar-e-sahar itni zulmat hai rukh-e-sham.a pe bhi nuur nahin"
"sar-ba-kaf hind ke jan-baz-e-vatan laDte hain tegh-e-nau le saf-e-dushman men ghuse paDte hain"
"rahega kis ka hissa beshtar mere miTane men ye baham faisla pahle zamin o asman kar len"
"tere didar se main aankh uTha.un kyunkar zulf se pa-e-nazar halqa-e-zanjir men hai"
din-raat paDaa rahtaa huun darvaaze pe apne
is gham mein ki koi kabhi aataa thaa idhar se
shab-e-furqat nazar aate nahin aasaar-e-sahar
itni zulmat hai rukh-e-shama pe bhi nuur nahin
sar-ba-kaf hind ke jaan-baaz-e-vatan laDte hain
tegh-e-nau le saf-e-dushman mein ghuse paDte hain
rahegaa kis kaa hissa beshtar mere miTaane mein
ye baaham faisla pahle zamin o aasmaan kar lein
tere didaar se main aankh uThaaun kyunkar
zulf se paa-e-nazar halqa-e-zanjir mein hai
Ghazalग़ज़ल
kare ‘arz-e-tamannaa khaak koi us sitamgar se
करे ‘अर्ज़-ए-तमन्ना ख़ाक कोई उस सितमगर से
tujhe nakhl-band-e-hayaat ne tiri kaavishon ke ye phal diye
तुझे नख़्ल-बंद-ए-हयात ने तिरी काविशों के ये फल दिए
abru kaa vaar aur dil-e-be-qaraar par
अबरू का वार और दिल-ए-बे-क़रार पर
dil jo surat-gar-e-maani kaa sanam-khaana bane
दिल जो सूरत-गर-ए-मअ'नी का सनम-ख़ाना बने
taabish-e-husn hijaab-e-rukh-e-pur-nur nahin
ताबिश-ए-हुस्न हिजाब-ए-रुख़-ए-पुर-नूर नहीं





