Sher
"asar na puchhiye saaqi ki mast ankhon ka ye dekhiye ki koi hoshyar baaqi hai"
B
Betab Azimabadi"laD ga.i un se nazar khinch ga.e abru un ke ma.arke ishq ke ab tir-o-kaman tak pahunche"
لڑ گئی ان سے نظر کھنچ گئے ابرو ان کے معرکے عشق کے اب تیر و کماں تک پہنچے
लड़ गई उन से नज़र खिंच गए अबरू उन के माअ'रके इश्क़ के अब तीर-ओ-कमाँ तक पहुँचे
"asar na puchhiye saaqi ki mast ankhon ka ye dekhiye ki koi hoshyar baaqi hai"
"taDap ke rah ga.i bulbul qafas men ai sayyad ye kya kaha ki abhi tak bahar baaqi hai"
"kitne ilzam akhir apne sar tum ne ghairon ko sar chaDha ke liye"
"dil jo deta hai zara soch le anjam ko bhi un ki ankhon men muravvat nahin kuchh naam ko bhi"