"asar na puchhiye saaqi ki mast ankhon ka ye dekhiye ki koi hoshyar baaqi hai"
Betab Azimabadi
Betab Azimabadi
Sherशेर
asar na puchhiye saaqi ki mast ankhon ka
असर न पूछिए साक़ी की मस्त आँखों का
taDap ke rah ga.i bulbul qafas men ai sayyad
तड़प के रह गई बुलबुल क़फ़स में ऐ सय्याद
kitne ilzam akhir apne sar
कितने इल्ज़ाम आख़िर अपने सर
laD ga.i un se nazar khinch ga.e abru un ke
लड़ गई उन से नज़र खिंच गए अबरू उन के
dil jo deta hai zara soch le anjam ko bhi
दिल जो देता है ज़रा सोच ले अंजाम को भी
Popular Sher & Shayari
10 total"taDap ke rah ga.i bulbul qafas men ai sayyad ye kya kaha ki abhi tak bahar baaqi hai"
"kitne ilzam akhir apne sar tum ne ghairon ko sar chaDha ke liye"
"laD ga.i un se nazar khinch ga.e abru un ke ma.arke ishq ke ab tir-o-kaman tak pahunche"
"dil jo deta hai zara soch le anjam ko bhi un ki ankhon men muravvat nahin kuchh naam ko bhi"
dil jo detaa hai zaraa soch le anjaam ko bhi
un ki aankhon mein muravvat nahin kuchh naam ko bhi
laD gai un se nazar khinch gae abru un ke
maarke ishq ke ab tir-o-kamaan tak pahunche
asar na puchhiye saaqi ki mast aankhon kaa
ye dekhiye ki koi hoshyaar baaqi hai
taDap ke rah gai bulbul qafas mein ai sayyaad
ye kyaa kahaa ki abhi tak bahaar baaqi hai
kitne ilzaam aakhir apne sar
tum ne ghairon ko sar chaDhaa ke liye
Ghazalग़ज़ल
asar na kam ho kabhi naala-e-rasaa teraa
असर न कम हो कभी नाला-ए-रसा तेरा
khaTak ne dil ki diyaa zakhm-e-be-nishaan kaa pataa
खटक ने दिल की दिया ज़ख़्म-ए-बे-निशाँ का पता
gham se naa-ahl-e-vafaa hashr tak aazaad na ho
ग़म से ना-अहल-ए-वफ़ा हश्र तक आज़ाद न हो
dil liye aur dikhaa dikhaa ke liye
दिल लिए और दिखा दिखा के लिए
zaraa soch kar ai jafaa karne vaale
ज़रा सोच कर ऐ जफ़ा करने वाले
Duub jaane ke sivaa ishq mein chaaraa hi nahin
डूब जाने के सिवा इश्क़ में चारा ही नहीं





