Sher
"asar na puchhiye saaqi ki mast ankhon ka ye dekhiye ki koi hoshyar baaqi hai"
B
Betab Azimabadi"taDap ke rah ga.i bulbul qafas men ai sayyad ye kya kaha ki abhi tak bahar baaqi hai"
تڑپ کے رہ گئی بلبل قفس میں اے صیاد یہ کیا کہا کہ ابھی تک بہار باقی ہے
तड़प के रह गई बुलबुल क़फ़स में ऐ सय्याद ये क्या कहा कि अभी तक बहार बाक़ी है
"asar na puchhiye saaqi ki mast ankhon ka ye dekhiye ki koi hoshyar baaqi hai"
"kitne ilzam akhir apne sar tum ne ghairon ko sar chaDha ke liye"
"laD ga.i un se nazar khinch ga.e abru un ke ma.arke ishq ke ab tir-o-kaman tak pahunche"
"dil jo deta hai zara soch le anjam ko bhi un ki ankhon men muravvat nahin kuchh naam ko bhi"